Nifty 50 and bank nifty Mein aaj bhi (27 January 2023) ko bhi downtrend continue karte JA raha hai.
NIFTY 50 :- yahaan AAP dekh sakte Hain Ki nifty 50 second day Jo apana low lower ka breakout karke lower side anana previous day trend continue kiya hai Jo Ki 17881 se lekar 17493 tak chala gaya.
nifty 50 apana low lower ka breakout karke 17,881 se lekar nifty 17,500 ko pyar kar 17493 apane support level par trade kar raha hai.
So monday market Mein dekhte Hain Ki nifty recover karta hai ya nahi . kyonki budget announced hone Wale Hain isliye market pre reaction de raha hai. Yeh ummid ye lagai JA rahi hai Ki market downside se move karke upside JA sakta hai. Is week budget K dauran nifty and bank nifty donon hi volatile rah sakte Hain so Agar AAP nifty 50 kya bank nifty Mein trade karte Hain toh is week ko iske kar sakte Hain Agar AAP naye Hain share market Mein to sirf watch kariye.
Bank nifty:- Aaj bank nifty 41,400 se apna previous day low break karke 40,200 Tak aa gaya. bank nifty ne bhi apna previous day downtrend ko continue kiya hai.
Aaj dekha jaye to bank nifty koi bhi component jaise ICICI Bank, kotak bank, SBI bank , Axis bank kisi ne bhi support nahin kiya. sabhi banknifty ke component downtrend ko continue kiya hai.
Agar bank ne free ke sabhi component support lekar upper up trend pakade Hain tab jaakar bank nifty bhi up side move le sakta hai filhal abhi toh budget satra AA Gaya hai is week budget pesh hone wala hai isliye market pre reaction downtrend Ki taraf de raha hai dekhte Hain market kitna volatile rehta hai.
So guys up Agar share market option Mein naye Hain to is week to avoid kar sakte Hain ya iski bhi kar sakte Hain AAP Agar nahin Hain toh sirf watch kariye aapko market Mein mauke or bhi milenge.
Disclaimer- we are not SEBI registered. we are just share the market update to users. This is just a regular update about market behavior’s that’s it and common analysis . All post are educational purpose non advisory no claims right result am not responsible for any profit and loss please consult your financial advisor before investing.